Roman script

chaudahvi mazil pe jaalim aa gayaa, aa gayaa

chaand mere chaand se sharma gayaa, sharma gayaa

ho gae dore gulaabi gaal ke

rang to dekho sharaabi aankh ke

jisne dekhaa be-piye lahraa gayaa

jisne dekhaa be-piye lahraa gayaa

chaand mere chaand se sharma gayaa, sharma gayaa

chaand mere chaand se sharma gayaa, sharma gayaa

zulf me rangat hai kaali raat ki

raat bhi kaisi kisi barsaat ki

zulf me rangat hai kaali raat ki

raat bhi kaisi kisi barsaat ki

zulf lahraai to baadal chhaa gayaa

zulf lahraai to baadal chhaa gayaa

chhaa gayaa, chhaa gayaa

chaand mere chaand se sharma gayaa, sharma gayaa

chaand mere chaand se sharma gayaa, sharma gayaa

do kanval ke phul hai yaa gaal hai

kuchh sunahari hai jhalak kuchh laal hai 

dekh kar faiyaaz mai ghabraa gayaa

dekh kar faiyaaz mai ghabraa gayaa

chaand mere chaand se sharma gayaa, sharma gayaa

chaand mere chaand se sharma gayaa, sharma gayaa

Explore this song