Roman script
chanke meri payal ki chanke meri payal ki jhankar tere aage nachungi mere dilbar so baar tere aage chanke meri payal ki jhankar tere aage nachungi mere dilbar so baar tere aage mit jayega ulfat me mit jayega ulfat me takra ke ye diwana gairo ne khadi kar di diwar tere aage chanke meri payal kiski hai majal itni diwano ko samjhaye mahlo ko teri khatir thukrake chale aaye thukrake chale aaye jannat bhi nahi kuch hai dildar tere aage chanke meri payal ki jhankar tere aage nachungi mere dilbar so baar tere aage chanke meri payal parde me mohabbat ke takdir jaga di hai in mast nigaho ne kya chiz pila di hai kya chiz pila di hai khichte chale aate hai maykhar tere aage chanke meri payal ki jhankar tere aage gairo ne khadi kar di diwar tere aage chanke meri payal taro me chamak teri phulo me teri bu hai aankho me tu hi tu hai dil me bhi tu hi tu hai dil me bhi tu hi tu hai jayaz hai mujhe jhukna ek baar tere aage chanke meri payal ki jhankar tere aage nachungi mere dilbar so baar tere aage chanke meri payal
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Suman Kalyanpur
- Film / album: Main Hoon Alladin (1965)
- Composer: Usha Khanna
- Lyricist: Farooq Qaiser
- Actor: Ajit
- Actor: Sayeeda Khan
- Actor: Madan Puri
- Actor: Maruti
- Actor: Jagirdar
- Actor: David
- Actor: Shyam Sunder
Song video
singer: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur