Roman script

mandir aur masjid ka jhagda

yu mitaya jaye

mandir aur masjid ka jhagda

yu mitaya jaye

ke bich me dono ke

maikhana banaya jaye

chandani raat hai, sharab laao

chandani raat hai, sharab laao

shayari ki koi kitaab laao

chandani raat hai, sharab laao

aaj maikhana band nahi karna

aaj maikhana band nahi karna

aaj maikhana band nahi karna

aaj ki raat behisaab laao

aaj ki raat behisaab laao

shayari ki koi kitaab laao

chandani raat hai, sharab laao

hosh ud gaye, itni peeni hai

hosh ud gaye, itni peeni hai

hosh ud gaye, itni peeni hai

aise masti bhare sharab laao

aise masti bhare sharab laao

shayari ki koi kitaab laao

chandani raat hai, sharab laao

mahka mahka surur aayega

mahka mahka surur aayega

mahka mahka surur aayega

jaam ke sath me gulab laao

jaam ke sath me gulab laao

shayari ki koi kitaab laao

chandani raat hai, sharab laao

chandani raat hai, sharab laao

shayari ki koi kitaab laao

chandani raat hai, sharab laao

sharab laao, sharab laao

Explore this song