Roman script

chandni raato me jis dam 
chandni raato me jis dam 
yaad aa jaate ho tum
chandni raato me jis dam 
yaad aa jaate ho tum
roshni ban kar meri aankho 
pe chha jaate ho tum
roshni ban kar meri aankho 
pe chha jaate ho tum
chandni raato me jis dam 
chhed kar taaro pe dil ke ik adhuri ragini
chhed kar taaro pe dil ke ik adhuri ragini
aur divaane ko divaana bana jaate ho tum
roshni ban kar meri aankho 
pe chha jaate ho tum
chandni raato me jis dam 
shukriya is meharbani ka tumhari, shukriya
shukriya is meharbani ka tumhari, shukriya
jab khyaalo me bulata hu to aa jaate ho tum
roshni ban kar meri aankho 
pe chha jaate ho tum
chandni raato me jis dam

Song details

Song video

Watch on YouTube