Roman script

chanda tale o chanda tale o

chanda tale muskuraye jawaniya 

chanda tale muskuraye jawaniya 

chanda tale muskuraye jawaniya 

hontho pe aa gayi dil ki kahaniya

hontho pe aa gayi dil ki kahaniya

chanda tale o chanda tale muskuraye jawaniya

dil ka fasana kaha bhi na jaye 

kahe bina hamse raha bhi na jaye

bha gayi teri nadaniya ho nadaniya 

chanda tale muskuraye jawaniya

hontho pe aa gayi dil ki kahaniya

chanda tale o chanda tale muskuraye jawaniya

pehli wafaye pehli bahar hai 

koi bata de kaisa ye pyar hai

taro ke jaise taaba liya ho taaba liya ho 

chanda tale muskuraye jawaniya 

hontho pe aa gayi dil ki kahaniya

chanda tale o chanda tale muskuraye jawaniya

Explore this song