Roman script

chnda chnda dur gagan me bulaye 

aur chakor aur chakor pahunch na paye 

kya prit ne hai ye khel rachaye 

main kya janu main na manu

main kya janu main na manu main na manu 

pankhadin ban kali nirali 

jo panrash ki gagari thame 

pyasa bhanvra pyas bhujhaye pyas bhujhaye 

kya prit ne hai ye khel rachaye 

main kya janu main na manu

main kya janu main na manu main na manu 

nain bavre nain bavre pardeshi ke 

jis din dekhe sapna kisi ke 

sapne kab sach hote haye 

sapne kab sach hote haye 

kya prit ne hai ye khel rachaye 

main kya janu main na manu

main kya janu main na manu main na manu

chnda dur gagan me bulaye 

aur chakor pahunch na paye

kya preet ne hai ye khel rachaye

main kya janu main na manu

main kya janu main na manu main na manu

Explore this song