Roman script
chanda chamakti raat chanda chamakti raat oji more pritam suniyo man ki baat chanda chamakti raat dhup chaav barsaat dhup chaav barsaat o mori sajani rahiye jug jug sath chanda chamakti raat koi kahe hai raat suhani koi kahe parbaat o koi kahe parbaat tumhare sang sabhi suhane tumhare sang mohe tumhare sang mohe sabhi suhane din ho ya raat chanda chamakti raat aaj laaj ki dulhan ke ghar pyar ki aai baraat pyar ki aai baraat chhut na jaye naihar mera o ho chhut na jaye chhut na jaye naihar mera piya ke hath me hath ho chanda chamakti raat o mere pritam suniyo man ki bata dhup chaav barsaat o mori sajani rahiye jug jug sath chanda chamakti raat
Song details
- Singer: Talat Mahmood
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Do Dulhe (1955)
- Composer: B. S. Kalla
- Lyricist: Pandit Indra
- Actor: Shyama
- Actor: Sajjan
- Actor: Vanaja
- Actor: Agha
- Actor: David
- Actor: Ishwarlal
- Actor: Lalita Pawar
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Achla Sachdev
Song video
singer: Talat Mahmood, Lata Mangeshkar