Roman script

oho chalo koi gal nai oho chalo koi gal nai 

zindagi ki road pe life ka load hai

koi gal nai chalo koi gal nai

hod me duniya ya duniya me hod hai

koi gal nai chalo koi gal nai 

koi gal nai chalo koi gal nai 

haan bikhar pade sab sapne hai

ghair bhi apnon se apne hai

lakhon ki hai kismat apni

par lafde karod hai koi gal nai

chalo koi gal nai gal nai gal nai

gal nai gal nai chalo koi gal nai 

ho zindagi ki road pe life ka load hai

koi gal nai chalo koi gal nai

haye hod me duniya ya duniya me hod hai

koi gal nai chalo koi gal nai

aa jao tumko sunaye hum

kahani ek chidiya ki chidiya ki

jab udi phur se wo to huy

aisi taisi duniya ki duniya ki

rayate phail gaye rayate phail gaye 

rayate phail gaye rayate phail gaye 

aa jao tumko sunaye hum

kahani ek chidiya ki ch ch ch chidiya ki

jab udi phur se wo to huyi

aisi taisi duniya ki duniya ki

ho rasta bhale anjana dur bohat use jana hai

sidhi sidhi lagti hai sunne me story

par story me mod hai koi gal nahi

chalo koi gal nai gal nai gal nai

gal nai gal nai chalo koi gal nai 

ho zindagi ki road pe life ka load hai

koi gal nai chalo koi gal nai

haye hod me duniya ya duniya me hod hai

koi gal nai chalo koi gal nai

Explore this song