Roman script

jiya main na jiya reza reza mera jiya

jiya main na jiya reza reza mera jiya

mai begaana sa tha deewana sa

mujhko teri chaahat ne basa diya

mai begaana sa tha deewana sa

mujhko teri chaahat ne basa diya

jiya main na jiya, jiya main na jiya 

jiya main na jiya, jiya main na jiya 

ho likhu hawaao pe main naino se naam tera

ho saaye se mai haatho ke saaya lu thaam tera

ishq ka tu haraf jiske chaaro taraf

meri baaho ke ghere ka bane aashiyaa

jiya jiya jiya jiya ji ji ji ji bane aashiyaa

jiya main na jiya, jiya main na jiya 

jiya main na jiya, jiya main na jiya 

naina firozi nehar, khwaabo ke paani me ghar

aise hu main tere bin sehra ki jaise sehar

saans me tu bhare do jaha se pare

aake tujhse milu main mere sathiya

jiya jiya jiya jiya ji ji ji ji bane hashiya

jiya main na jiya, jiya main na jiya 

jiya main na jiya, jiya main na jiya

Explore this song