Roman script

bargad ke pedo pe shakhe purani pate naye the, ha 

wo din to chalte huye the, magar phir tham se gaye the

bargad ke pedo pe shakhe purani pate naye the, ha 

wo din to chalte huye the, magar phir tham se gaye the

ha lao bachpan dobara, dariya ka bahata kinara

lao bachpan dobara, dariya ka bahata kinara

maki ki roti gud ki sawaiya, ama ka chuhla, pipal ki chhaiya

de du kasam se puri jawani puri jawani, ha

bargad ke pedo pe shakhe purani pate naye the, ha 

panghat pe kaise ishare, kheto ki maniya kinare

panghat pe kaise ishare, kheto ki maniya kinare

tau ki uthati girati chilam ko, hairat se dekhe the sare, haye

guli ke dande ki bati aau na dhandhe ki bati 

bas yu gutar ghu, ek mai ke ek tu

yu hi gujarati thi rate haye, vedo me galiyo me khoya tha humne

yado ke sine me thoda, pighal ke jam se gaye the ha

wo din to chalte huye the, magar phir tham se gaye the ha

yado me hai aisa kabhi, aaya tha bachpan kaise kahu

mera kabhi saya tha bachpan

inke kadam dil ki hansi laya tha bachpan

jane ko tha phir bhi mujhe bhaya tha bachpan

bholi zuba ke nagame, bhole se man ke sagame

lori banethe, rukane ki khawahish badi thi 

lekin gujar se gaye the ha

wo din to chalte huye the, magar phir tham se gaye the

lao bachpan dobara, dariya ka bahata kinara

maki ki roti gud ki sawaiya, ama ka chuhla, pipal ki chhaiya

de du kasam se puri jawani puri jawani, ha

Explore this song