Roman script

hazaro khwahishe aisi ke har khwahish pe dam nikle

bahut nikle mere arman lekin phir bhi kam nikle

ek arman rah gaya tha

ek arman rah gaya tha jiska katle aam kar diya

chahne walo ko tune haal patla kar diya

hal patla ha ha haal patla ho ho haal patla kar diya

are tune dekha ek najar or dil ka takhta kar diya

are dil ka takhta ha ha are dil ka takhta ho ho 

are dil ka takhta kar diya

nikla khud se aadam se sunte aaye hai lekin

bahut be aabru hokar tere kuche par hum nikle

maar kar darbane dil pe hamko ganja kar diya

hamko ganja ha ha hamko ganja ho ho hamko ganja kar diya

are tune dekha ek najar or dil ka takhta kar diya

are tune dekha ek najar or dil ka takhta kar diya

are dil ka takhta ha ha are dil ka takhta ho ho 

are dil ka takhta kar diya

are tune dekha ek najar or dil ka takhta kar diya

khushk hokar ye gulabi

khushk hokar ye gulabi hoth neele ho gaye

tang the jitne bhi kapde sare dhile ho gaye

jo lahu se laal the wo gaal peele ho gaye

khud to mote ho gaye or hamko patla kar diya

hamko patla ha ha hamko patla ho ho hamko patla kar diya

are tune dekha ek najar or dil ka takhta kar diya

are tune dekha ek najar or dil ka takhta kar diya

are dil ka takhta ha ha are dil ka takhta ho ho 

are dil ka takhta kar diya

are tune dekha ek najar or dil ka takhta kar diya

Explore this song