Roman script

chaltaa rahun chaltaa rahun

chaltaa rahun chaltaa rahun

jab tak na chute saans ye

jab tak na tute aas ye

kaali lakire haath ki

kaali lakire haath ki

maltaa rahun maltaa rahun

chaltaa rahun chaltaa rahun

chaltaa rahun chaltaa rahun

dil par dhare angaar ko

dil par dhare angaar ko

jo lut gayaa us pyaar ko

aashaa liye barsaat ki

aashaa liye barsaat ki

jalta rahun, jalta rahun

chaltaa rahun chaltaa rahun

jal thal gagan tam se bhare

mai zindagi gam se bhare

jal thal gagan tam se bhare

mai zindagi gam se bhare

kar kalpana suprabhaat ki

kar kalpana suprabhaat ki

chaltaa rahun chaltaa rahun

chaltaa rahun chaltaa rahun

Explore this song