Roman script

chal mere dil lahara ke chal mosam bhi hai wada bhi hai 
uski gali ka fasala thoda bhi hai zyada bhi hai 

chal mere dil   
mai hu rahi pyar ka rahi meri manzil pyar ki galiya 

dil me basi hai husan ki surat aankho me diladar ki galiya 
aankho me diladar ki galiya 
chal mere dil lahara ke chal mosam bhi hai wada bhi hai 
uski gali ka fasala thoda bhi hai zyada bhi hai
chal mere dil     
uski chahat uski tamana ho to ho bekar ka sapana

ghar se nikalana yaar se milana ye to kar-o-bar hai apna
ye to kar-o-bar hai apna
chal mere dil lahara ke chal mosam bhi hai wada bhi hai 
uski gali ka fasala thoda bhi hai zyada bhi hai 
chal mere dil

Song details

Song video

Watch on YouTube