Roman script

chal diye deke gam ye na socha ke hum 

is jaha me akele kidhar jayege

aisi manjil pe chhod a hai tune 

hume ab sahara na doge to mar jayege

bijliyo ka na dar tha na aandhi ka gam 

gaye the mohabbat ki duniya me hum

kya khabar thi ki lut jayega aashiya 

kya khabar thi ki ke tinke bikhar jayege

chal diye deke gam ye na socha ke hum 

is jaha me akele kidhar jayege

yaad karke tumhe royege umar bhar 

chain aayega na dil ko shamo shar

zindagi me rahegi tumhari kami 

din gujarne ko yu hi gujar jayege

chal diye deke gam ye na socha ke hum 

is jaha me akele kidhar jayege

aisi manjil pe chhod a hai tune 

hume ab sahara na doge to mar jayege

Explore this song