Roman script

chal chale ai dil chale chal kar kisika intazaar

intazaar, jhil ke us paar

shaayad koi pardesi mil jaaye sune desh me

mil jaaye bhagvaan mujhko aadami ke bhesh me

kya ho jaaye kya hai aitabaar, jhil ke us paar

chal chale ai dil chale chal kar kisika intazaar

intazaar, jhil ke us paar

jo is paar nahi koi kya jaane vo us paar ho

parvat ke pichhe sundar sapno ka sansaar ho

aayi ho bahaaro pe bahaar, jhil ke us paar

chal chale ai dil chale chal kar kisika intazaar

intazaar, jhil ke us paar

chal chale ai dil chale chal kar kisika intazaar

intazaar, jhil ke us paar

Explore this song