Roman script

chaha tha banu pyar ki raho ka devata

mujhko bana diya hai gunaho ka devata

chaha tha banu pyar ki raho ka devata

mujhko bana diya hai gunaho ka devata

ye jindagi to khawab hai jina bhi hai nasha

do ghunt maine pi liye to kya bura kiya

rahane do jam samane sab kuch yahi to hai

har gamjada ke aansuo kaa devata

mujhko bana diya hai gunaho ka devata

kismat bhi humse chal rahi hai hamase chal har kadam

ek chal ham bhi chal diye toh ho gaya sitam

ab toh chalenge hum chal ham kismat ke sath bhi

aisa bana sansar ki raho kaa devata

mujhko bana diya hai gunaho ka devata

hoga jaha bhi rup toh puja hi jayega

chahe jaha bhi ho phul ho man ko lubhayega

hokar rahega jindagi me pyar ek bar

bash kar rahega dil me nigaho ka devata

chaha tha banu pyar ki raho ka devata

mujhko bana diya hai gunaho ka devata

Explore this song