Roman script

chaand bhi hai sitaare bhi hai basm me

chaand bhi hai sitaare bhi hai basm me

jaane kya raaz hai kyun ujala nahi 

chhed di maine dil ki ye baate kaha 

dil ki baate koi sunnewala nahi 

chaand bhi hai sitaare bhi hai basm me 

dekhke mujhko muh pher lete hai sab 

mera chehra garibi ka hai ishtiha 

dekhke mujhko muh pher lete hai sab 

mera chehra garibi ka hai ishtiha 

apne sar pe shikayat apni rakhe huye

thokre khayi duniya ke aage hajaar 

thokre khayi duniya ke aage hajaar 

aur kisine bhi badhke sambhala nahi 

dil ki baate koi sunnewala nahi 

chaand bhi hai sitaare bhi hai bhasm me

raat dhalti rahi jashn hota raha 

raat dhalti rahi jashn hota raha 

log haste rahe, koi rota raha 

shukriya kis juba se ada kijiye 

dil me kaata jamana chubhota raha 

dil mein kaata jamana chubhota raha

mujhko mahfil se lekin nikala nahi 

dil ki baate koi sunnewala nahi 

chaand bhi hai sitaare bhi hai basm me  

jaane kya raaz hai kyun ujala nahi 

chaand bhi hai sitaare bhi hai basm me

Explore this song