Roman script

aa hamne unke samne 

pahle to khnjar rakh diya 

ha fir kaleja rakh diya 

dil rakh diya, sar rakh diya 

aur kaha 

ho chahe to mora jiya le le 

sanwariya chahe to mora jiya le le 

fer ke naina ja ja 

na ja main vaari rasiya 

ho chahe to mora jiya le le 

sanwariya chahe to mora jiya le le 

maan bhi jaao na, chhodo na re bahiyan 

chhodo na re bahiyan 

maan bhi jaao na, chhodo na re bahiyan 

chhodo na re bahiyan 

jaane na dungi 

jaane na dungi, main dekho more sayiyaa 

dekho more sayiyaa 

rok rhi gori bahiyan

ki ruk ja o manbasiya

ho chahe to mora jiya le le 

sanwariya chahe to mora jiya le le

Explore this song