Roman script

brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya

jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

bhor bhaye jamuna tat jaye sanjh bhaye ghar aaye

jab jab ter sune murli ki it ut dodh lagaye

nindiya me bhi soye soye sune shyam ki bansuriya

jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya

jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

khoyi khoyi brij ki bala jape shyam naam ki mala

sapne hi me darash dikha do banwari nand ke lala

apne charno hi me rakho krishan murari sawariya 

jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

brindavan ki kunj galin me dole radha banwariya

jane kaun kiya hai jadu o jadugar sawariya

Explore this song