Roman script

bole radhe shyam diwani 

ho bole radha shyam diwani, pi ka mukhda bhor suhani

prit bina hai jiwan aise

prit bina hai jiwan aise, jaise nadiya ho bin pani

govindam govindam, govindam govindam

govindam govindam, govindam govindam

mere mana, mere mana mere mana

man ka nata, man ka bandhan, itna pyara kitna pavan

man ka nata

man ka nata, man ka bandhan, kitna pyara kitna pawan

kayi yogo se janam janam se, mai mohan ki mera mohan

govindam govindam, govindam govindam

bhaj mere mana

govindam govindam, govindam govindam

naino me hai chav matwari

naino me hai chav matwari, dhun murli ki lage pyari

jabse aayi pi charno me

jabse aayi pi charno me ,maine tyagi dunia sari

govindam govindam, govindam govindam

bhaj mere mana

govindam govindam, govindam govindam

govindam govindam, govindam govindam

govindam govindam, govindam govindam

mere mana, mere mana, mere mana

govindam govindam, govindam govindam

mere mana

Explore this song