Roman script

biti yade ho biti yade
biti yade hay biti yade
biti yade dila gaya mausam 
biti yade dila gaya mausam
dard dil ka badha gaya mausam
biti yade dila gaya mausam 
biti yade dila gaya mausam
jab bhi tanhayi mein
wo yaad aaye, wo yaad aaye
dil mein khushiya, dil mein khushiya
dil mein khushiya, saja gaya mausam
dil mein khushiya, saja gaya mausam
dard dil ka badha gaya mausam
biti yade dila gaya mausam
aisa lagta hai, aisa lagta hai  
unke aane se, unke aane se 
mere aangan, mere aangan
mere aangan mein aa gaya mausam 
dard dil ka badha gaya mausam
biti yade dila gaya mausam
kuch kaha main
kuch suna unse, kuch suna unse  
sare shikave, sare shikave
sare shikave mita gaya mausam 
dard dil ka badha gaya mausam
biti yade dila gaya mausam
ek teri yad hai, meri dhadkan 
ek teri yad hai, meri dhadkan
wakt aaya, wakt aaya
wakt aaya, chala gaya mausam
dard dil ka badha gaya mausam 
dard dil ka badha gaya mausam
biti yade dila gaya mausam 
biti yade dila gaya mausam 
dard dil ka badha gaya mausam
biti yade dila gaya mausam 
biti yade dila gaya mausam

Song details