Roman script

lusty lonely coz you're the only
one that knows me and i can't be without you
lusty lonely coz you're the only
one that knows me and i can't be without you
hai kya ye jo tere mere darmiya hai
andekhi ansuni koi dastan hai
hai kya ye jo tere mere darmiya hai
andekhi ansuni koi dastan hai
lagne lagi ab zindagi khali hai meri 
lagne lagi har sans bhi khali
bin tere, bin tere, bin tere 
koi khlish hai hawao me bin tere 
bin tere, bin tere, bin tere 
koi khlish hai hawao me bin tere 
ajnabi se huye hai kyu pal saare
ki najar se najar milate hi nahi
ek ghani tanhai chha rahi hai
manjile rashto me hi gum hone lagi
ho gayi ansuni har dua ab meri
rah gayi ankahi bin tere
bin tere, bin tere, bin tere
koi khalish hai hawao me bin tere
bin tere, bin tere, bin tere
koi khalish hai hawao me bin tere
raah ne roshni ne hai haath chhoda
is taraf shaam ne kyu hai apna muh moda
yu ki subah ek beraham si raat ban gayi
hai kya ye jo tere mere darmiya hai
andekhi ansuni koi dastan hai
lagne lagi ab zindagi khali hai meri 
lagne lagi har sans bhi khali
bin tere, bin tere, bin tere 
koi khlish hai hawao me bin tere 
bin tere, bin tere, bin tere
koi khalish hai hawao me bin tere
bin tere, bin tere, bin tere
koi khalish hai hawao me bin tere
koi khalish hai hawao me bin tere
koi khalish hai hawao me bin tere

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sunidhi Chauhan, Shafqat Amanat Ali

actor: Sonam Kapoor, Imran Khan