Roman script

bhule se kar liya bhule se kar liya

bhule se kar liya pyar ho gayi nadani

bhule se kar liya pyar ho gayi nadani

deke jiya anmol leli deke jiya anmol leli badnami

bhule se kar liya pyar ho gayi nadani

bhule se kar liya 

kiski najar ne dil par haye kiski najar ne dil par haye 

jadu sa kar dala kisi mithi yad me nache 

man mera matwala man mera matwala

rah take hai kiski ankhiya diwani

bhule se kar liya pyar ho gayi nadani

bhule se kar liya 

mitha mitha dard nashila mitha mitha dard nashila

fail gaya nas nas me na mai apne bas me rahi 

na manwa apne bas me manwa apne bas me

khali suhani chot karli khali suhani chot karli manmani

bhule se kar liya pyar ho gayi nadani

bhule se kar liya pyar ho gayi nadani

Explore this song