Roman script

bhule bhatake logo, bandho prabhu sang preet

jinke man me ram basat hai unki hamesha jeet

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

jay jay krishan kanhayi, jay jay krishan kanhayi

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

kaun chhuyega uski parachhayi re 

kaun chhuyega uski parachhayi re 

jisko bachane wala saai

suno re bhai jisko bachane wala saai

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

kitni bhanwar me phansi naukaye 

kitni bhanwar me phansi naukaye 

prabhu ne kinare lagayi, suno re bhai

prabhu ne kinare lagayi

suno re bhai prabhu ne kinare lagayi

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

jay jay krishan kanhayi, jay jay krishan kanhayi

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

jab arjun par sankat chhaya 

prabhu ne sudarshan ghumaya

suno re bhai prabhu ne sudarshan ghumaya 

suno re bhai prabhu ne sudarshan ghumaya 

aa kathin samay jab brij par aaya

prabhu ne govardhan uthaya

suno re bhai prabhu ne govardhan uthaya 

suno re bhai prabhu ne govardhan uthaya 

sati draupadi ko bhi bachaya

bhari sabha me chir badhaya

bhakt jano ki sab chintaye

bhakt jano ki sab chintaye

prabhu ne pal me mitai

suno re bhai prabhu ne pal me mitai

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

kaun chhuyega uski parachhai re 

jisko bachane wala saai

suno re bhai jisko bachane wala saai

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

jay jay krishan kanhayi, jay jay krishan kanhayi

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

jab prahalad ko agan me dala

shital ho gayi jwala

suno re bhai shital ho gayi jwala 

suno re bhai shital ho gayi jwala 

aa pi gayi meera zahar ka pyala

vish amrit kar dala

suno re bhai vish amrit kar dala 

suno re bhai vish amrit kar dala 

maut ke munh se gaj ko nikala

balak dhruv ko ban me sambhala

koi nahi jag me prabhu jaisa

koi nahi jag me prabhu jaisa

likh gaye tulasi gosayi

suno re bhai likh gaye tulasi gosayi

suno re bhai likh gaye tulasi gosayi

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

kaun chhuyega uski parachhai re 

jisko bachane wala saai

suno re bhai jisko bachane wala saai

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

jay jay krishan kanhayi, jay jay krishan kanhayi

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

jay jay ram raghurai, jay jay ram raghurai

jay jay ram raghurai, jay jay ram jay jay ram

jay jay ram jay jay ram, jay jay ram jay jay ram

jay jay ram

Explore this song