Roman script

bhul gaye kyu de ke sahara, lutne wale chain hamara

bhul gaye kyu de ke sahara, lutne wale chain hamara

aao ke dil majbur hai gum se, ruth gayi takdir bhi hamse

dub gaya kismat ka sitara, bhul gaye kyu deke sahara

tut gaya dil dard ka mora, haye ye kisne mujhko pukara

tut gaya dil dard ka mora, haye ye kisne mujhko pukara

aaj hua kya dil ko na jane, baithe bithaye kiski sada ne

thes laga kar gum ko ubhara, haye ye kisne mujhko pukara

charo taraf tufan hai bhari, dil ko lagi hai aas tumhari

naav bhawar me dur kinara, bhul gaye kyu deke sahara

aake sataya darde jigar ne, koi bataye kiski najar ne

chin liya dil karke ishara, haye ye kisne mujhko pukara

Explore this song