Roman script

bhini bhini ye bhigi bhigi ye khamoshiya khati hai 
aa sun le dil ki zuba hai mastiyo me ranginiyo me 
duba huya har nazara bhini bhini ye bhigi bhigi
ye khamoshiya khati hai aa sun le dil ki zuba
hai mastiyo me ranginiyo me duba huya har nazara
nazar mila baho me aa tu rup ki khusabu mahka
nazar mila baho me aa tu rup ki khusabu mahka
ye dil ye jaa sab kuch hai tera tere siva kuch bhi na mera
hai tan badan me ek aag si aanchal ka de de sahara
bhini bhini ye bhigi bhigi ye khamoshiya khati hai 
aa sun le dil ki zuba hai mastiyo me ranginiyo me 
duba huya har nazara
uthe jidhar ab tere kadam wahi wahi honge sang hum 
uthe jidhar ab tere kadam wahi wahi honge sang hum 
rahe yu mere humdam teri hansi nazaro ka karam
tu humsafar manjil bhi tu hi tu hi manjil ka ishara
bhini bhini ye bhigi bhigi ye khamoshiya khati hai 
aa sun le dil ki zuba hai mastiyo me ranginiyo me 
duba huya har nazara duba huya har nazara

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sulakshana Pandit, Amit Kumar