Roman script

bheeni bheeni bhor aayi bhor aayi

bheeni bheeni bhor aayi,raina kumbh laayi,

sapno ne li angdai,raina kumbh laayi

sapno ne li angdai,bheeni bheeni bhor bhor aayi,

bheeni bheeni bhor aayi hoslo ka pakad ke kolar,

puchh le ye sawaal.

hai chhodoge jo kabhi,mujhe kya tumhe na honga malaal..

aankhon mein aag tu aise daal aankhon mein aag tu aise daal

ke waqt ki badal jaaye chaal so wake up

look at the new lights, wake up wake up

go and win the fights, wake up

pratham peher ki pehali kirane,

dhara se milane aayi

pratham peher ki pehali kirane, dhara se milane aayi

dhara se milane aayi, pratham peher ki pehali kirane,

dhara se milane aayi soor se sangam ho jo kanth ka,

mann mein neetand lagaye,aaaa

raina kumbh laayi,sapno ne li angdai,

bheeni bheeni bhor aayibhor aayi,

bheeni bheeni bhor aayi aa aa jaa angrejo se tu bheed jaa,

banke jalti mashaal, gar bujhe bhi to rahe,

tu chingaari jaisa laal jab bhi uthe koi tufaan

jab bhi uthe koi tufaan tu khud ko sholo mein dhaal..

so wake up look at the new lights, wake up..

wake up

go and win the fights, wake up bheeni bheeni bhor aayi

bheeni bheeni bhor aayi bheeni bheeni bhor aayi

bheeni bhor bheeni bhor bheeni bhor

bheeni bhor bheeni bhor bheeni bhor

bheeni bheeni bhor aayibhor aayi,

bheeni bheeni bhor aayi

Explore this song