Roman script

pas mera ghar aji aaiye 

ek pyali chay pee ke jaiye 

pas mera ghar hai aji aaiye 

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

pas mera ghar aji aaiye 

achchha chay kya hai khana bhi main khaunga

aur aaj nahi main aur kisi din aaunga 

aur aaj nahi main aur kisi din aaunga 

pas mera ghar aji aaiye 

aaj mujhe daidi se tumko milvana hai 

aaj mujhe daidi se tumko milvana hai 

pyar bhara rang daal ke chay pilana hai 

aaj mujhe kisi dost ki shadi mein jana hai 

vada kiya hai maine vada nibhana hain 

apni shadi ka chakkar chalaiye 

ek pyali chay pee ke jaiye 

naa naa chay kya hai khana bhi main khaunga

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

pas mera ghar aji aaiye 

mere ghar mein apki aisi khatir hogi 

mere ghar mein apki aisi khatir hogi 

jo cheez aap kahenge foran haajir hogi 

jaan gaya kyu ghar pe bula rahi ho tum 

shadi ka koi chakkar chala rahi ho tum 

jaal mein naa mujhko fasaiye 

ek pyali chay pee ke jaiye 

arey chay kya hai khana bhi main khaunga

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

pas mera ghar aji aaiye 

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

pas mera ghar aji aaiye 

naa chay kya hai khana bhi main khaunga

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

par aaj nahi main aur kisi din aaunga  

pas mera ghar aji aaiye

Explore this song