Roman script

tumne wada kiya tha jo mere sanam

tumne wada kiya tha jo mere sanam

ab wo wada  nibhane ki raat aa gayi

na kaho na sanam ek ho jaye hum

ek ho jane ki ab ye raat aa gayi

tumne wada kiya tha jo mere sanam

kya hai dil mein mere kya kahu main abhi

janke tu bani kyon hai anjaan si

ho ek kasak hai jagi ek ajab aas hai

jaanu tujh ko bhi hota hai kuch kuch yahi

garam sanse teri mujhse kehti yahi

narm hoto ke pyale main pilu abhi

tu dikha de mujhe mein bataa du tujhe

tu dikha de mujhe main bataa du tujhe

sab dikhane bataane ki raat aa gayi

tumne wada kiya tha jo mere sanam

kuch bhi tum chaho mujhse le lo sanam

pyar se chu lo mujhse khelo sanam

ho kuch bhi tum chaho mujhse le lo sanam

pyar se chu lo mujhse khelo sanam

aaj kuch na kahungi tujhe

main kali hu khila de mujhe

ye chuban aur chubh jaane de

main bhi sochu wahi jo tu soche sanam

main bhi sochu wahi jo tu soche sanam

tujhpe sab kuch lootane ki raat aa gayi

han sanam han sanam sabr toota sanam

main bhi had se badhu aisi baat aa gayi

ab wo wada nibhane ki raat aa gayi

main bhi hadh se badhu aisi baat aa gayi

ab wo wada  nibhane ki raat aa gayi

Explore this song