Roman script

bhigi huwi koyi sham wo mehka huwa koyi nam wo
bin bat hi hoti hai nilam wo 
mashhur hai phir bhi badnam wo
janey huwa hai aaj kya hame na ham 
janey kyun hamko yad aaye wo
abb iss tarha usko sochta hu 
gujre huwe wo pal rokta hu
wo pal kahi kho gaye hain jo apne 
aur sath bhi ho gaye hain jo sapne
janey huwa hai aaj kya hame na ham 
janey kyun hamko yad aaye wo
wo roshni wo aag hai ya phir koyi chirag hai
jisse dhire dhire hai jalna 
jisse iss tarha hi hai chalna
kissi mod pe wo aaj bhi kandil si jalegi
shaher ki dhup si bewakt hi dhhalegi kyun hamko yad
bhigi huwi koyi sham wo mehka huwa koyi nam wo
bin bat hi hoti hai nilam wo
mashhur hai phir bhi badnam wo
janey huwa hai aaj kya hame na ham 
janey kyun hamko yad aaye wo

Song details

singer: K. K., Sunidhi Chauhan