Roman script

aa aa aa

bhay-bhanjana vandana sun hamari 

bhay-bhanjana vandana sun hamari

daras tere maange ye tera pujari bhay-bhanjana

gito ke phulo ki mala bana kar 

gito ke phulo ki mala bana kar

laya hu dil aarti me saja kar 

ye sanso ki sargam karu tere arpan aa aa aa

tujhe aur kya du mai thahra bhikhari

tujhe aur kya du mai thahra bhikhari

daras tere maange ye tera pujari

bhay-bhanjana vandana sun hamari bhay-bhanjana

Explore this song