Roman script

bharosa kar liya jis par, bharosa kar liya jis par 

usi ne hamko luta hai, usi ne hamko luta hai

usi ne hamko luta hai, kaha tak naam ginvaye

kaha tak naam ginvaye sabhi ne humko luta hai

sabhi ne humko luta hai sabhi ne humko luta hai

kabhi badhkar humara rasta roka andhero ne

kabhi badhkar humara rasta roka andhero ne

kabhi manjil dikhakar, kabhi manjil dikhakar

roshni ne humko luta hai, roshni ne humko luta hai

kaha tak naam ginvaye sabhi ne humko luta hai

sabhi ne humko luta hai

jo lutte maut ke hatho to koi gam nahi hota

jo lutte maut ke hatho to koi gam nahi hota

sitam is baat ka hai, sitam is baat ka hai

jindgi ne humko luta hai, jindgi ne humko luta hai

kaha tak naam ginvaye sabhi ne humko luta hai

sabhi ne humko luta hai

humari bebasi muskura kar dekhne walo

humari bebasi muskura kar dekhne walo

tumhare sahar ki ho aa tumhare sahar ki 

ek ek gali ne humko luta hai har gali ne luta hai h

bharosa kar liya jis par usi ne hamko luta hai

usi ne hamko luta hai

Explore this song