Roman script

bhar do jholi meri ya mohammad

bhar do jholi meri ya mohammad

lautkar main na jaunga khali

bhar do jholi meri ya mohammad

bhar do jholi meri ya mohammad

lautkar main na jaunga khali

lautkar main na jaunga khali

bhar do jholi, bhar do jholi

tum zamane ke mukhtsar ho ya nabi

bekaso ke madadgar ho ya nabi

sabki sunte ho, apne ho ya gair ho

tum garibo ke humkaar ho ya nabi

hum garibo ke humkaar ho tum

bekaso ke madadgar ho tum

hum garibo ke humkaar ho tum

bekaso ke madadgar ho tum

uski kismat ka chamka sitara

uski kismat ka chamka sitara

jispe najre karam tumne daali

uski kismat ka chamka sitara

uski kismat ka chamka sitara

jispe najre karam tumne daali

jispe najre karam tumne daali

bhar do jholi, bhar do jholi

hai mukhalib zamana kidhar jaye hum

haal-e-dil bekasi kisko dikhlaye hum

hum tumhare bhikhari hai ya mustafa

kiske aage bhala hath failaye hum

haal-e-gham mustafa ko sunau

thaam kar unke roje ki jaali

haal-e-gham mustafa ko sunau

thaam kar unke roje ki jaali

kuch nawaso ka sadka ada ho

kuch nawaso ka sadka ada ho

dar pe aaya hu bankar sawali

kuch nawaso ka sadka ada ho

kuch nawaso ka sadka ada ho

dar pe aaya hu bankar sawali

dar pe aaya hu bankar sawali

dar pe aaya hu bankar sawali

dar pe aaya hu bankar sawali

dar pe aaya hu bankar sawali

dar pe aaya hu bankar sawali

Explore this song