Roman script

bhagwan banne ka prabhu jutha 

bahana chhod de

bhagwan banne ka prabhu jutha 

bahana chhod de mai patit hu

mai patit hu tu patit 

pawan kahana chhod de

bhagwan banne ka prabhu jutha 

bahana chhod de

log kahte hai teri karuna se duniya bhar gayi

ek thoker se jo pathar ki ahila tar gayi 

mai bhi aaya hu mai bhi aaya hu sharan 

tu muh chupana chhod de bahana chhod de

bhagwan banne ka prabhu jutha 

bahana chhod de

kya ye sach ki daropdi ka tune cheer badaya

kya tune cheer badaya

kya ye sach hai arjun ka rath tune aap chalaya

kya tune aap chalaya 

kya geeta me karm yog ka tune gyan sikhaya 

kya bharat me mahabharat ka tune yudh rchaya

kya tune yudh rachaya ye agar sach hai 

ye agar sach hai to chup chup ke stana chhod de

rulana chhod de bhagwan banne ka prabhu jutha 

bahana chhod de

chahe andheri raat chahe barsat chahe tufan ho

chahe dolti ho darti or garaj rha aasman ho

is mandir ke dwar band kar dikhla do kya shan ho

mere man mandir se niklo to jaanu bhagwan ho

dwar khol do, dwar khol do

Explore this song