Roman script

beraham ye zamin, beraham aasman

rah gaye hum yaha, chal diya karwaa

beraham ye zamin, beraham aasman

rah gaye hum yaha, chal diya karwaa

rah gaye hum yaha, chal diya karwaa

pake kuch kho diya 

khoke kuch pa liya

ashk hamne piye 

gum ne bedam kiya

pake kuch kho diya 

khoke kuch pa liya

ashk hamne piye 

gum ne bedam kiya

hamne bedam kiya

mit raha natwaa hans rahe kahkasha

rah gaye hum yaha chal diya karwa

rah gaye hum yaha chal diya karwa

peed se pyar hai, jakham kaise bhare

ab jiye ya mare, kya kare kya kare

peed se pyar hai, jakham kaise bhare

ab jiye ya mare, kya kare kya kare

kya kare kya kare

har tamanna adhuri

har arman jawa

rah gaye hum yaha, chal diya karwa

rah gaye hum yaha, chal diya karwa

beraham ye zamin, beraham aasman

rah gaye hum yaha, chal diya karwa

rah gaye hum yaha, chal diya karwa

Explore this song