Roman script

bekaraar karke hame yu na jaayiye

aapko hamaari kasam laut aayiye

bekaraar karke hame yu na jaayiye

aapko hamaari kasam laut aayiye

bekaraar karke hame yu na jaayiye

aapko hamaari kasam laut aayiye

zindagi ke raaste ajib hai

inme is tarah chalaa naa kijiye

khair hai isi me aapki hujur

apna koi saathi dhundh lijiye

sun ke dil ki baat yu na muskuraaiye 

aapko hamaari kasam laut aayiye

bekaraar karke hame yu na jaayiye

aapko hamaari kasam laut aayiye

dekhiye gulaab ki wo daaliyaa

badh ke chum le naa aapke kadam

dekhiye gulaab ki wo daaliyaa

badh ke chum le naa aapke kadam

khoye khoye bhanware bhi hai baag me

koi aapko bana na le sanam 

behaki behaki nazro se khud ko bachaayiye 

aapko hamaari kasam laut aayiye

bekaraar karke hame yu na jaayiye

aapko hamaari kasam laut aayiye

bekaraar karke hame yu na jaayiye

aapko hamaari kasam laut aayiye

Explore this song