Roman script

bata ae chand ab kaise 

kahe hum dasta apni

bata ae chand ab kaise

kahe hum dasta apni

kare jo aah bhi to

kaati jaati hai juba apni

kare jo abhi to 

kati jati hai juba apni

na hum apne na tum apne

na dil apna na jaan apni

na dil apna na jaan apni

na jane bhul aaye

zindagi pichli kaha apni

na jane bhul aaye

zindagi pichli kaha apni

jo mil jao bata de hum 

mohabbat ki wo manjil bhi 

mohabbat ki wo manzil bhi

hui thi dil ki kuch baate

nigaho me jaha apni

hui thi dil ki kuch baate

nigaho me jaha apni

tumhari yaad me kate 

nahi katati hai ab raate 

nahi katati hai ab raate 

hume ab bhul jaao 

aur ab bichdi mulakate

tumhe khushiya mubarak ho

hume tanhaiya apni

tumhe khushiya mubarak ho

hume tanhaiya apni

bata ae chand ab kaise

kahe hum dasta apni

kare jo aah bhi to

kaati jaati hai juba apni

Explore this song