Roman script

nigahon ne teri kya magic kiya haaye

tera naam le leke dhadke jiya aa aa

haan aaha aaha aaha

patli kamar tirchhi nazar kis pe kehar daalegi

dil toh le liya hai ab kya jaan se bhi maaregi?

thodi badnaam hoon main mehki si shaam hoon main

chaahe mujhe jahan leja aaj tere naam hoon main

badi lajawab hoon main shayaron ka khwab hoon main

mujhko sambhal zara chhalakti sharaab hoon main

be-maut padega marna

touch karne ki koshish na karna

bas dur se darshan kar pyare tu haath na mujhko laga re

hue majnu yahan dekho saare tu haath na mujhko laga re

bas dur se darshan kar pyare tu haath na mujhko laga re

hue majnu yahan dekho saare tu haath na mujhko laga re

amma kasam tere liye dauda-dauda aaunga

shaadi vaaste main tere ghar pe ghoda laaunga

dekh le na tere liye laal joda launga

dulha main banunga dulhan tujhe banaunga

haan aaha aaha aaha

aa paas aa raja pyaas na badha raja

tere liye saj-dhaj ke aayi hoon main

koyi idhar khinche koyi udhar khinche

tofa jawani ka layi hoon main

aankhiyon se tu dil mein utar na

touch karne ki koshish na karna

ek baat tum ko samjha hi dete hain

bas door se hey hey

bas door se darshan kar pyare tu haath na mujhko laga re

yahan shadi-shuda bhi kavare tu haath na mujhko laga re

bas dur se darshan kar pyare tu haath na isko laga re

yahan shadi-shuda bhi kaware tu haath na isko laga re

haan aaha aaha aaha

Explore this song