Roman script

barsat mein jab aayega savan ka mahina 
barsat mein jab aayega savan ka mahina 
barsat mein jab aayega savan ka mahina 
savan ka mahina savan ka mahina
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
barsat mein jab aayega savan ka mahina 
savan ka mahina savan ka mahina
baarish mei bhig bhig use pyar karungi 
baarish mei bhig bhig use pyar karungi 
tirchi nigaho se mai us pe var karungi
tirchi nigaho se mai us pe var karungi
mai uske aage nakhre hajar karungi 
beshumar karungi bar bar karungi
pallu se bandh lungi ke vo jaye kahi na 
pallu se bandh lungi ke vo jaye kahi na 
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
barsat mei jab aayega savan ka mahina 
savan ka mahina savan ka mahina
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
barsat mein jab aayega savan ka mahina 
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
pagal banaungi use payal ki jhanak se 
pagal banaungi use payal ki jhanak se 
diwana karungi use chudi ki khanak se
diwana karungi use chudi ki khanak se
mai kabhi kabhi jhut mut ruth jaungi 
fir dhire dhire dhire dhire maan jaungi 
choti se bandh lungi ke vo jaye kahi na 
choti se bandh lungi ke vo jaye kahi na 
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
barsat mei jab aayega savan ka mahina 
savan ka mahina savan ka mahina
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina
barsat mein jab aayega savan ka mahina 
sajan ko bana lungi anguthi ka nagina

Song details

Song video

Watch on YouTube