Roman script

tak dhina dhin, dina dhin, tak dhina dhin

tak dhina dhin, dina dhin, tak dhina dhin

barsat me tak dhina dhin

barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham 

barsat me tak dhina dhin

barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham

barsat me tak dhina dhin

naino se jhaanki jo meri mast jawani, meri mast jawani 

duniya se kahti phir dil ki kahani, mere dil ki kahani

unki jo hu main unse kaisi sharam 

unki jo hu main unse kaisi sharam, kaisi sharam 

barsat me tak dhina dhin

barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham 

barsat me tak dhina dhin

prit ne singar kiya main bani dulhan, main bani dulhan

sapno ki rim jhim me nach utha man, mera nach utha man

aaj mai tumhari huyi tum mere sanam 

aaj mai tumhari huyi tum mere sanam, tum mere sanam

barsat me tak dhina dhin

barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham

barsat me tak dhina dhin

yeh sama hai ja rahe ho kaise manau, kaise manau

yeh sama hai ja rahe ho kaise manau, kaise manau

mai tumhari raaho me yeh nain bichhau, nain bichhau

tum na jaao tumko meri jaan ki kasam, jaan ki kasam

barsat me

barsat me humse mile tum sajan, tumse mile ham

barsat me

der naa karna kahi yeh aas chhut jaye sath tut jaye

der naa karna kahi yeh aas chhut jaye sath tut jaye

tum na aao dil ki lagi mujhko hi jalaye, khak me milaye

aag kee lapto me pukare ye mera mann

mil naa sake khwab haye mil naa sake ham

mil naa sake khwab haye mil naa sake ham

Explore this song