Roman script

baraabar se bach kar gujar jaane waale

baraabar se bach kar gujar jaane waale

ye naale nahi beasar jaane waale

baraabar se bach kar gujar jaane waale

mohabbat me hum to jiye hai jiyenge

wo honge koi aur mar jaane waale

baraabar se bach kar gujar jaane waale

baraabar se bach kar gujar jaane waale

mere dil ki betabiyaan bhi liye jaa

mere dil ki betabiyaan bhi liye jaa

dabe paanv munh pher kar jaane waale

dabe paanv munh pher kar jaane waale

ye naale nahi beasar jaane waale

baraabar se bach kar gujar jaane waale

Explore this song