Roman script

bansi ki dhun sun balm

pyar me nachke mai to jhumu

moh liya is man ko

tune madhav in nainan ko

hey madhav in nainan ko

tore hi nainan me chupu

aa tere milan ko mai tadpu

nand kishore ki priye tu

jhankar more man ki tu

jhankar more man ki tu

o o o ha ha ha aa aa aa aa

vrindavan ke gokul gaav ka

tu hai salona sundar sawra

vrindavan ke gokul gaav ka

tu hai salona sundar sawra

sakhiyo ke sang ras rachavat

hai mujhko piya ati bhaya

hai mujhko piya ati bhaya

vrindawan ki na to sakhiya ab wo

ek tuhi hai sathi ab to

vrindawan ki na to sakhiya ab wo

ek tuhi hai sathi ab to

hey sajni

hey sajni ras rang ki baato se

mai ho chuka tumhara ab to

mai ho chuka tumhara ab to

tore hi nainan me chupu

aa tere milan ko mai tadpu oo

bansi ki dhun sun balma

pyar me nachke mai tu jhumu

bansi ki dhun sun balma

pyar me nachke mai tu jhumu

moh liya tune is man ko

tune madhav ke nainan ko

ha re madhav ke nainan ko

Explore this song