Roman script

chanchal chudiyan khankake 
mehandi hantho mein racha ke
chanchal chudiyan khankake 
mehandi hantho mein racha ke
jhumar mathe pe saja ke ghunghta laj ka gira ke 
maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga 
tujhe jana hoga tujhe jana hoga 
chanchal chudiyan khankake 
mehandi hantho mein racha ke
jhumar mathe pe saja ke ghunghta laj ka gira ke 
maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga 
tujhe jana hoga tujhe jana hoga 
laao sakhi laao joda suhaga 
lado ko saja de hum pyar se 
pairo mein laga de haldi mahavar 
mukhda chamka de singar se 
phulo si jwani pe vo lalchayenge 
ho dekhenge to dulheraja lut jayenge
chanda ki bindiya chmka ke balo mein gjra mahka ke
jhumar mathe pe saja ke ghunghta laj ka gira ke 
maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga 
tujhe jana hoga tujhe jana hoga 
panchhi pardeshi har ladki bahna 
kisi ko hamesha yaha rahana nahi 
dharti ke jaise har dard sahna 
kisi se kabhi kuchh kahana nahi 
saye mein piya ke ab jina marna 
o maike valo ka na sar nicha karna 
sapne palko mein bsa ke saiya ji ka dil chura ke 
jhumar mathe pe saja ke ghunghta laj ka gira ke 
maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga 
tujhe jana hoga tujhe jana hoga 
vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari 
vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari 
mora ke pichhe se vanna jhankr 
mora ke pichhe se vanna jhankr 
nai bagal mein chani bake 
vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari 
vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari 
vanne ka bapu paise ka mara 
vanne ka bapu 
vanne ka bapu paise ka mara 
vanna marega yu hi kawara
mera beta hai poketa mar main jau balihari 
mera beta hai poketa mar main jau balihari 
vanna ghodi pe aaya swar main jaau balihari 
data mere data teri duhai 
kyun di tune beti ki judai 
beti ko to koi na rok paye
chahe ise bandhe janjir mein 
haye rabba aaye kyun vidai ki ghadi
o roke se ruke na asuvan ki ladi 
ma mamata ko bhula ke bhaiya bhabhi ko rula ke
sakhiyo se daman chhuda ke akhon se aansu chhlka ke
maike ki gali chhod ke tujhe jana hoga tujhe jana hoga 
tujhe jana hoga tujhe jana hoga

Song details