Roman script
banni rani raat sej par banna tera jab aaega
bta tere liye kya laega bta tere liye kya laega
dil laaega, saath sidoor surkh kagazi pudiya
laal kagazi pudiya laal kagazi pudiya
dulhan pyaari raat sej par, dulha tera jab aaega
bta tere liye kya laaega bta tere liye kya laaega
jalti saanson sang lipati saadi
chamki kagazi pudiya sundar kagazi pudiya
sundar kagazi pudiya
sakhi sundari raat sej par sakha tera jab aaega
bta tere liye kya laaega bta tere liye kya laaega
sihran-thirkan saath chudiyaan
rangi kagazi pudiya jaadu kagazi pudiya
jaadu kagaji pudiya
banni rani raat sej par banna tera jab aaega
bta tere liye kya laega banni rani raat sej par
banna tera jab aaega bta tere liye kya laega
banni rani raat sej par banna tera jab aaega
bta tere liye kya laega bta tere liye kya laega
bta tere liye kya laega
Explore this song