Roman script

mere bhi dil me lagi hai agan

jala daalu kaanto bhara ye chaman

akela chala tha main baandhe kafan

tujhe dekh kar keh utha mera man

teri meri ek manjil hai

ek jung ke hum senani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

tu shakti hai tu jwala hai

tu durga tu hi bhawaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

tu shakti hai tu jwala hai

tu durga tu hi bhawaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

gaddaro ki bali chadha de

shaitano ka raaj mita de

shaan bacha khaaki wardi ki

kar jo tune hai thaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

vidhya ki devi ko luta hai isne

hak padhne waalo ka chhina isi ne

chor lutere jo doctor banenge

log dawaiyaa kha ke marenge

aise hi judge vakil banenge

jhuthe bachenge sachhe fasenge

maaro in saalo ko itna maang sake na ye pani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

ye zaalim hai ye hai shaitaan

isne naari ka luta hai maan

kaale coat ki leke panaah

ye chhupaye apne saare gunaah

kal jo ye neta ban jaaye

pure desh ko bech ke kha jaye

aise gaddaro ko khulle aam hai

faansi dilwani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

janta ka ye pehredaar karta hai khud atyachaar

jiska farj hai jurm mitana mujrim se uska yarana

chor bane jab thanedaar, janta ko bhi hai adhikaar

itna maare itna pite, kar na sake fir manmaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

teri hi raaho ke raahi hai hum 

teri shaan hum hone denge na kam

mitane ko duniya se julm-o-sitam

tu mangegi to jaan de denge hum

teri jung me kaam aaye to kahlayenge balidaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

tu shakti hai tu jwala hai

tu durga tu hi bhawaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

ban kar aandhi tufaani

ladti jaa zulm se mardaani

Explore this song