Roman script

balma tumhre nain ke, uthat jhukat dukh hoye 

hirani si ghayal firun, mere dard na jane koi 

lad gayi ankhiya jane na baalam 

lad gayi ankhiya jane na baalam

tadap tadap beete, tadap tadap beete  

saari saari ratiya,  jane na baalam 

lad gayi ankhiya jane na baalam

nache kamar ni radha 

ghanan ghanan payal baje 

lachkat balkhaye 

anjane do nainava, mil to gaye ek sath 

par ghunghat ki ot me, rah gayi man ki baat 

man ki lahar jane udti chunariya 

man ki lahar jane udti chunariya 

chali main kidhar chhun chhun bhun 

chali main kidhar jane piya ki dagariya 

man ki lahar jane udti chunariya 

sab ki nazar jane

sab ki nazar jane uljhe nazariya 

tabki mori batiya, jane na baalam 

tabki mori batiya, jane na baalam 

tadap tadap beete, tadap tadap beete  

saari saari ratiya,  jane na baalam 

lad gayi ankhiya jane na baalam

lad gayi ankhiya jane na baalam

Explore this song