Roman script

balle balle, balle balle jawaani balkhaaye

balle balle, balle balle jawaani lehraaye

balle balle, balle balle jawaani balkhaaye

balle balle, balle balle jawaani lehraaye

din raat chhupaye gharwale

din raat chhupaye gharwale

darwaazon par daale taale

darwaazon par daale taale

phir bhi na jawaani baaz aaye, balle balle

phir bhi na jawaani baaz aaye 

balle balle, balle balle jawaani balkhaaye 

balle balle, balle balle jawaani lehraaye

koi laakh badhaaye ghoonghat ko

koi laakh badhaaye ghoonghat ko

dil kaanpe, dil kanpe sun kar aahat ko

dil kaanpe, dil kanpe sun kar aahat ko

chupke se jawaani dass jaaye, balle balle

chupke se jawaani dass jaaye 

balle balle, balle balle jawaani bal khaaye 

balle balle, balle balle jawaani lehraaye

de taane apne begaane

de taane apne begaane

wo dil ki, wo dil ki bate kya jane

wo dil ki, wo dil ki bate kya jane

jalti agni ko bhadkaaye, balle balle

jalti agni ko bhadkaaye 

balle balle, balle balle jawaani bal khaaye 

balle balle, o balle balle jawaani lehraaye.

Explore this song