Roman script

jogan pe joban aaya jogan pe joban aaya

man preet ka bhaya pitara 

aur kahu main tumse kya bas itna karu ishara

ke ishq jage to, ishq ishq ishq

ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

kalidaar kurta itar karo ji

aankho me surma ae babu manmauji

kalidaar kurta itar karo ji

aankho me surma ae babu manmauji

hotho se utarungi tumhari najriya

gale se lagaungi o re sawariya

raja ji raja ji

raja ji raja more raja ji

rahne na main dungi kawara

raja ji raja more raja ji

rahne na main dungi kawara

ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

dekho ji dekhe na jalim sipahiya

soyi hai angna me jage na maiya

ha dekho ji dekhe na jalim sipahiya

soyi hai angna me jage na maiya

dhime se aake darwaja hilana

kholungi sakal bhitar chale aana

haule se haule se

haule se haule se uthaiyo re

ghunghat me chupa hai angara

haule se haule se uthaiyo re

ghunghat me chupa hai angara

ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

Explore this song