Roman script
bahe ankhiyo se dhaar jiyaa meraa beqraar suno suno dildaar, jaaoge kahaan dil tod ke, dil tod ke bahe ankhiyo se dhaar jiyaa meraa beqraar suno suno dildaar, jaaoge kahaan dil tod ke, dil tod ke o saathi meri taqadir ke tumhe kaise dikhaun dil chir ke o saathi meri taqadir ke tumhe kaise dikhaun dil chir ke meraa pahla-pahla pyaar meri pahali-pahali haar suno suno dildaar, jaaoge kahaan dil tod ke, dil tod ke meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi liye asuo ke haar, karun tumse pukaar suno suno dildaar, jaaoge kahaan dil tod ke, dil tod ke jab nazare kisi ko na paayegi mose ratiyaan guzaari na jaayegi leke dil me intazaar kaise bitegi bahaar suno suno dildaar, jaaoge kahaan dil tod ke, dil tod ke bahe ankhiyo se dhaar jiyaa meraa beqaraar suno suno dildaar, jaaoge kahaan dil tod ke, dil tod ke
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Hum Log (1951)
- Composer: Roshan
- Lyricist: Uddhav Kumar
- Actor: Balraj Sahni
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Nutan
- Actor: Shyama
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Durga Khote
- Actor: Sajjan
- Actor: Cuckoo
- Actor: Ratan
Song video
actor: Nutan, Balraj Sahni, Shyama