Roman script

baharo se puchho najaro se puchho

dil kyon deewana mera ho gaya

lakh sambhala magar kho gaya

baharo se puchho najaro se puchho

dil kyon deewana mera ho gaya

lakh sambhala magar kho gaya

tu bhi deewana sanam mai bhi deewani

ulfat ki hai ajab kahani 

tu bhi deewana sanam mai bhi deewani 

ulfat ki hai ajab kahani 

mera dil tera kaise ho gaya

lakh sambhala magar kho gaya

badhne lagi hai ab bekarari

mitne lagi hai nind hamari

dil ko na jane ye kya ho gaya

lakh sambhala magar kho gaya

baharo se puchho najaro se puchho

dil kyon deewana mera ho gaya

lakh sambhala magar kho gaya

Explore this song